aansu sukh gaye he , gaalo pe nishan chhodkar
woh chalee gaye humse door, humare dil ko todkar
ab na koi ummed he baaki na koi tamanna mann me
jee rahe he hum apne tute hue dil ko jodkar,
unhone bahut sataya hume, hamari halat kharab ki
ab pyaas lagti he hume to poochte he hum, kahan he bottle woh sharab ki.

1 comment:
Beh jaye sharab mein aaj sare gum,
justju bhi ab meri tadap rahi.
mujhe sama le aaj apne nashe mein,
aaj rooh meri sahara maang rahi.
main na janu kab main hui itni kamjor,
itni akeli ki aaj tera sath maang rahi...... :)
Post a Comment